♡maa ke hath ki roti♡ ✒Mujhe har taraf , har taraf khuda nazar aata hai ✒..... - The Spirit of Ghazals - लफ़्ज़ों का खेल | Urdu & Hindi Poetry, Shayari of Famous Poets

008_maths_1

✒ maa ke hath ki roti✒

♡ Mujhe har taraf , har taraf khuda nazar aata hai ♡..
jab sir par maa ka hath chuaa nazar aata hai.............
thak har kar jab bhi lauta, maa ne pani diya ♡..
nanhe gilas me amrit ka kua nazar aata hai.............
majburi me nahi mohbbat me pkaya hai bhojan ♡..
maa ke hath ki roti me shahi bhoj nazar aata hai.........
badi anuthi sakshiyat ata ki rab ne maa ko ♡..
uski god me bhuda bhi baccha nazar aata hai............
 
jab maa thi to amawas me bhi roshani thi doston ♡..
ab bhari dophar me bhi kala dhuan nazar aata hai...........
-‪#‎✒Dedicated‬ ♡ My Mom ♡

No comments:

Post a Comment

Pages