Itni narmai se na pesh aa , bas tod dal mujhe !
Ae mere sang-trash , booth ki shakal me na dhal mujhe !!
Ye teri jid mujhe khuda na kar de , darta hun !
main pathar hun , pathar ki sambhal mujhe !!

Bazaron ki dunia me ana liye firta hun !
na jaane kon de gaya hai ye kmal mujhe !!
na jaane kon de gaya hai ye kmal mujhe !!
Itni narmai se na pesh aa , bas tod dal mujhe !
Ae mere sang-trash , booth ki shakal me na dhal mujhe !!
Ab to baaz aaye yeh bichadne ka mosam !
Kambakt fir fir milta hai har sal mujhe !!

Whan tujhe jwabon ki tlash hai sabr rakh !
yhan dhood rahe hai kai swal mujhe !!
yhan dhood rahe hai kai swal mujhe !!
Itni narmai se na pesh aa , bas tod dal mujhe !
Ae mere sang-trash , booth ki shakal me na dhal mujhe !!
Sang trash – pathar katne ya gadne wala
ana – aatm smaan
Itni narmai se na pesh aa
ana – aatm smaan
Itni narmai se na pesh aa
No comments:
Post a Comment