Maa Tujhe pukar lun ♡ ! Fursat ke chand lemhe , tumhare sath guzar lun maa ♡ ! - The Spirit of Ghazals - लफ़्ज़ों का खेल | Urdu & Hindi Poetry, Shayari of Famous Poets
Maa Tujhe pukar lun ♡ ! Fursat ke chand lemhe , tumhare sath guzar lun maa ♡ !

Maa Tujhe pukar lun ♡ ! Fursat ke chand lemhe , tumhare sath guzar lun maa ♡ !

Share This

10177259_1447384492170147_887910282240253098_n-450x200.jpg

Maa Tujhe pukar lun ♡ !

Fursat ke chand lemhe , tumhare sath guzar lun maa ♡ !
Maut ke devta se , tumhari jindagi udhar lun maa ♡ !!
Meri behudhgiyon ne ,  cheen li tumse tumahari sanse♡  !
Thodi si mohlat do , khud ko jara sudhar lun maa ♡ !!
Hath pakad kar mujhe bhi , le chal khuda ki dunia me ♡ !
Sochta hun iss kam ke liye , tujhe pukar lun maa ♡ !!
Ro leta hun to rangat aa jati hai , ruh mer meri ♡ !
teri tasveer se lipat kar , fir ye khumar lun maa  ♡!!
Bachpan ki tarah jara ragad kar nehla do ♡ !
Apni ruh par chde mailepan ko , utar lun maa  ♡ !!
-‪#‎Dedicated‬ ♡ My Mom ♡
…Join My Fb Page   and My Group ♡

No comments:

Post a Comment

Pages