Best Filmi Shayari Collection - The Spirit of Ghazals - लफ़्ज़ों का खेल | Urdu & Hindi Poetry, Shayari of Famous Poets
Best Filmi Shayari Collection

Best Filmi Shayari Collection

Share This

Filmi Shayari

The spirit of ghazals has lots of Urdu Filmi Shayari Poetry. Feel free to add your own Filmi Shayari Shayari here.

Filmi Shayari Collection

Filmi Shayari is poetry taken from movies. Filmi Shayari and Filmi Poetry are the same words for this kind of shayari. Filmi Shayari is a new category on The spirit of ghazals so give this a few days to start entertaining you.
Filmi Shayari Collection Filmi Shayari is poetry taken from movies. Filmi Shayari and Filmi Poetry are the same words for this kind of shayari. Filmi Shayari is a new category on The spirit of ghazals so give this a few days to start entertaining you.


Phaila hai itna hussan ke is kayenat mein

Phaila hai itna hussan ke is kayenat mein,

Insaan ko bar bar janam lena chahiye..


Kaajal, Aankhain, Zulfain, Jhumke, Chehra, Bindiya..

Kaajal, Aankhain, Zulfain, Jhumke, Chehra, Bindiya,
Haaye Dil Haar Gaye Hum Tujhe Be-Naqaab Dekh Kar�!


Mumkin hai palat kar main chala aaon ..

Mumkin hai palat kar main chala aaon safar se,
Woh naam tou ley rooh ki gehraayi se mera..


Kis Ne Yahaan Qadam Rakha Tha

Shab Kis Ne Yahaan Qadam Rakha Tha ?
Dehleez Chamak Rahee Hai Ab Tak..!

Unki yaad

Unki yaad itni ayee ke khud ki yaadashat ka pta nahi,
Woh znaaja ke ghoomte rahe aur meri laash ka pta nahi..


Har pal me pyaar hai…

Har pal me pyaar hai, har lamhe me Khushi hai,
Kho do to Yaad hai.. Jee lo to Zindagi hai…..


Gham pas thy tumhey to hoi ho gi kuch khabar

Gham pas thy tumhey to hoi ho gi kuch khabar
itna to apna shesha dil,bay sada na tha

Phochti rehti hy tanhai mery hamzad say

Phochti rehti hy tanhai mery hamzad say
yon hamesha mutmain rehty ho apni haar mai

Phattaro say darta ho andhero say darta ho

Phattaro say darta ho andhero say darta ho
jab sa dala hy may ny makan sheshy ka

Barf garmati rahy dhoop ama deti rahy

Barf garmati rahy �dhoop ama deti rahy
dil ki nagri may jo mosam thy tery mosam thy

No comments:

Post a Comment

Pages